Posts

Trip to Mountains - Mumbai to Uttarakhand

Image
The Journey to Uttarakhand -      Yes! Uttarakhand the heaven on earth, with the name only we started imagining the view of mountains, rivers the refreshing weather, peace & mental satisfaction.  The journey is related which I travel to my native and other places which I explored in Uttarakhand. The best mode of traveling across states in India is the Indian Railway, they are cost effective and convenient too. The journey started from Mumbai "Borivali" to Uttarakhand "Ramnagar" we have prebooked the tickets as per IRCTC booking Standards. There is a direct train to Ramnagar which runs once a week, Train no 22975 from Bandra Terminus to Ramnagar which is the last stop of the train too. The train takes a total of 27hrs and 20 minutes duration. the train got 28 Station during the journey.  for more details on the train please click the link ( https://www.ixigo.com/trains/22975 )  The train starts from Bandra Terminus but we got our boarding from Borivali Station at

Instagram

kuch khas kaho na

k ehti hai wo humse aaj kuch khas kaho na, Le k alfaso ka sahar mujhe bus apna kaho na, Le k mera hath apne hatho mai,Maire pass rho na. kehti hai wo humse aaj kuch khas kaho na. Keh k suno na .. mujhse apni baate kehelvati hai, Khud Muskura kr mujhe khus kr jati hai. Itne dur kyu ho tum, maire pass aakr betho na, Le kr mera sir apni godi mai, kehti hai wo humse aaj kuch khas kaho na,  Le kr alfaso ka sahar mujhe bus apna kaho na, Khus nasib hu mai ki tumara pyaar mila hai mujhe, Kuch khas hai aaj tumse kehna,le k alfazo ka sahara tumhe apna hai kehna..   Meri Khushi Mera ehsas ho, Mere palko mein ashkon ki pyas ho, Mere sine mein chalti un dhadkanon ki darkaar ho, Kis alfaz mein bayan karun  Tum mere liye Kitni khaas ho.   kehti hai wo humse aaj kuch khas kaho na, Le kr alfaso ka sahar mujhe bus apna kaho na,                                    

Mumbai local - The life line of Mumbai.

Image
Mumbai Local - The local train which is very famous in the city of Mumbai - "The city of Dreams". T he Railway network was inaugurated on April 16th, 1853. The first train ran from Bori Bunder (Currently named Chhatrapati Shivaji Terminus) to Thane Station. Mumbai's lifeline -  the Local train network is divided into two zonal divisions operated by " Western Railway" & "Central Railway". Mumbai’s local got the tag of lifeline because of its running almost uninterrupted in every situation, frequency, cheap fare, less time-consuming, the network linking all the commercial areas, residential suburbs, and much more.  The Train starts in the morning at 4.00 am and stops at 1.00 am the next day. It only gets halt for 3 hrs, and the next day the same journey starts. It is estimated that almost 80 lakh commuter travel daily, which make the train super crowded in peak hours. Mumbai is known for its speed, never sleeping city and whatever happens, it never s

Lehre

Lehro Ki In Shore Mai, Mai Kho Sa Gaya Tha, Unko Baho Mai Leye Mai So Sa Gaya Tha, Ek Dusro Ki Dhadkano Mai Bus Lehro Ka Shor Tha. Ek Tarf Baho Mai Hone Ki Khushi Tho Dusre Pal Khone Ka Khauf Tha, Lehro Ki In Shore Mai Mai Kho Sa Gaya Tha..!   Iskadar Khoe The Ki Lehro Ne Kadam Chum K Uthane Ki Koshish Ki., Dubte Suraj Ne Bhi Waqt Ki Or Ishara Kr Gaya. Par Hume Tho Unke Baho Mai Na Hone Ka Bhi Hosh Na Rha, Kya khe, Lehro Ki In Shore Mai Mai Kho Sa Gaya Tha..!

Chula

Image
Ek khani hai maire bachpan ki, Kuch yaade hai jo laut aae hai, Kuch yaad aajae tho bata dena, Aakho mai aasu aae tho hata dena.  Ek khanai hai maire bachpan ki.. Kuch yaad aajae tho bata dena Aaj bhook lagi hai maa, aisa shor machaya tha, Ki maa ne mujhe aaj chule ki pass bithaya tha, Hatho mai lakdi leye maine, muh pe chuppi lagai thi, Kitna alaga the wo drishya jub maine chule mai aag jalai thi Thand ka mausam tha tho aaj subne rasoi mai dera jamaya tha, Bhook tho ab bhaut lagi thi, pr sub ko sath dekh aaj maan bhar aaya tha, Bahane tho bhaut the pr aaj chule ne hume sath bethaya tha. Ek khanai hai maire bachpan ki.. Kuch yaad aajae tho bata dena kuch he palo mai jaise palat se gai thi tasveer, Ab takdeliya nazar aane lagi the, lakdio se koile tk ka safar wo tey kr aae thi. Dar is baat ka the ki khi ye chule ki aag fir se bujh na jaae, Badi mushkil se sath bethe hai kahi fir se apno ka sath choot na jaae..  Ab sehm sa gaya tha me

Khamosh Alfaaz

Image

Waqt.

Image
Rakh Hosla Tera Waqt Bhi Aayega, Guzara Lamha Bhi Sawar Jayega, Taqdiliya Hogi Is Kadar Teri Har jeet Mein, Ki Itihas Mein Bhi Tera Naam Dohraya Jaega. Rakh Hosla Tera Waqt Bhi Aayega Guzara Lamha Bhi Sawar Jayega. Yeah Daud Hai Teri Khud Se, Thoda Aur Khud Ko Samjha Le Jo Thokar Kha Ke Chot Lagi Hai, Usse Jeet Ka Marhum Laga De. Is Waqt Ko Bhi Apna Le, To Wo Waqt Bhi Tera Kehlaega, Aaj Haar Gaya  To Fir Bhi Tu Kal Jeet Ka Parcham Lehraega Rakh Hosla Tera Waqt Bhi Aayega Guzara Lamha Bhi Sawar Jayega